Shyari Page 1 - June 2018
Shyari Page 1 - June 2018
Meenakshi Tiwari
Arzoo thi jiski muje wo mil na paaya,
khushi thi jiski muje wo mil na paaya,
Aana tha jisse kawaab me, Wo aa na paaya
Ab maut ka Intzaar hai muje,
Shyad wo mujy mil Paaye.....
____________________________
XXXXXXXXXXXXXXXXXXXX
Adhuri si humari ye khaani ...
Adhura sa ye humara Raasta...
Adhuri si humari ye baatein...
Adhura sa ye humara Karwa...
Adhuri si reh Gayi Ye Rooh...
Adhura sa ye sama...
Adhuri si ye raate ...
Adhura sa ye chaand...
Adhuri si humari yeh khaani...
____________________________
XXXXXXXXXXXXXXXXXXXX
Raat Ka andhera hai,
Andhere si bhi kaali raat hai meri Zindagi.
Apno ki khushi main dhundni chahi thi khushi,
Par andhere se bhi kaali raat hai meri Zindagi
Aansoo bhi kos rahe hai mujhe, Ke nikaal mujhe kabhi khushi me,
Par andhere si bhi kaali hai meri zindagi
____________________________
XXXXXXXXXXXXXXXXXXXX



Comments
Post a Comment